Pages

Saturday, 26 January 2013

kuch jeevan abhi baki hai

yu to kahane ko ab kuch nahi bacha ........par shahyd abhi bhi kuch baaki hai ....tum hote to kuch aur baat hoti ...par taqdeer ko manjur nahi ...saanse to chal rahi hai aur shayad chalegi bhi par dhankade band hai ...
log kahate hai ki mere khayal purane hai mujhe is sadi me nahi hona chahiye thaa ......par ab to aa gayi....
kya karu tumhare siva .....koi najar nahi aata ....tumane aadat jo kharab kar di thii ...
ya yun kahe ki aankhe ab kisi aur ko dekhana pasand hi nahi karti .......tumhare saath jindagi aassan thii ....tumhare bina bahut mushakil ........bas yu ki ek jinsda laash ...jo maut se aankh michauli khel rahi hai ......
......................

No comments:

Post a Comment